
domestic
Kedarnath Yatra
Kedarnath is one of the most sacred pilgrimage destinations in India, home to the revered Kedarnath Temple dedicated to Lord Shiva.
🕉️ Kedarnath Yatra – 5 Days / 4 Nights Day 0: Delhi Departure Delhi se evening/night departure ke saath Kedarnath Yatra ki shuruaat. Day 1: Haridwar → Devprayag → Dhara Devi → Guptkashi Haridwar pickup. Maa Ganga ke darshan aur Ganga Aarti ka anubhav. Uske baad Devprayag aur Dhara Devi Temple visit karte hue Guptkashi ke liye departure. Guptkashi hotel check-in, dinner aur overnight stay. Day 2: Guptkashi → Sonprayag → Kedarnath Breakfast ke baad early morning Sonprayag ke liye departure. Sonprayag/Gaurikund se Kedarnath Dham ke liye trek shuru. Kedarnath pahunchkar hotel/camp check-in, dinner aur overnight stay. Day 3: Kedarnath Darshan → Sonprayag → Guptkashi Morning Kedarnath Temple Darshan ke baad breakfast. Darshan ke baad trek down karke Sonprayag/Gaurikund wapas. Sonprayag se Guptkashi transfer. Hotel check-in, dinner aur overnight stay. Day 4: Guptkashi → Delhi Breakfast ke baad Guptkashi se Delhi ke liye departure. Journey ke baad night drop in Delhi. 🙏 Yatra Samapt – Har Har Mahadev! 🔱
Best time
May–June, September–November
From
₹5,999
Duration
5 Days / 4 Nights
Travel information
Not required for Indian citizens